Lookup the Bhajan or Prayer Lyrics

♫
Shruthi Player
Select Shruthi
[bhajan_music_metadata]

Narayan Bhaja Narayan (2) Narayan

Tan Man Ranjana Bhavabhaya bhanjana Asura nikhandana Narayan

Jab Jab Peeda Pade Bhakt Par Bar Bar Avatar Kiya

Pap Mitakar Dheer Dikhakar

Manav Ko Uddhar Kiya

Kunjavihari Krishna Murari Hey Giridhari Narayan

Matsya Kurma Varaha Narahari

Vaman Ka Avatar Kiya

Parashuram Aur Rama Krishna Ban

Dushton Ko Samhar Kiya

Hey Avataari Leeladhari

Kunjavihari Narayan

Bhajan Se Manko Sajan Banakar Bhakti Marg Dikhladiya

Sai Bhajan Se Bhav Sagar Me Taaran Bhi Sikhladiya

Patitodhari Parthivihari Hey Giridhari Narayan

Patitodhari Parthivihari Sai Murari Narayan

———–