Lookup the Bhajan or Prayer Lyrics

♫
Shruthi Player
Select Shruthi

Bhakthon Ne Hai Aaj Pukara

Hum Ne Pukara Baba Sab Ne Pukara

Deejo Deejo Hum Ko Sahara

Aana Hi Padega Baba Aana Hi Padega

Shirdi Se Aao Ya Tum Parthi Se Aao

Mathura Se Aao Ya Ayodhya Se Aao

Mecca Se Aao Ya Madina Se Aao

O mere Sai O Mere Baba O Mere Swami Tum Kahi Se Bhi Ao [ Aana Hi Padega … ]